Kis lamhe ne thami ungli meri
Fusla ke mujhko le chala.
Nange paon dori aankhe meri
Khwaabon ki saari bastiyan
Har dooriyan har faasle kareeb hai
Is umar ki bhi shakshiyat bhi ajeeb hai
hm. mm.
Jheeni Jheeni in Saanson se
Pehchani si aawazon mein
Goonjan hai aaj aasman
Kaise hum bezuban…
Is jeene mein, kahin hum bhi the
The jyada ya, zara thamhi the
Ruk ke vi chal padhe magar
Raste sab bezubaan…
Jeene ki yeh kaise aadat lagi
Bematlab karze chad gaye
Hadso se. bachke jaante kaha.
Sab rootein haste seh gaye
Ab galtiyan jo manli toh thik hai
Kamzoorion ko maat di toh thik hai.
Jheeni Jheeni in Saanson se
Pehchani si aawazon me
Goonjan hai aaj aasman
Kaise hum bezubaan…