Khamakha pedon ka gujarna
Khamakha raaston ka chalna
Kya hai yun hi kahin girna?
Gir ke phir se sambhalna
Kya hai dil mein lankhon sawalon ka jalna?
Dil ki mere khata yeh to nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi to dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyaar jataate hain kaise jana
Dil ki mere khata yeh to nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Gawah hai yeh asmaan, gawah hai hawa
Kisi ko na chaha kabhi tumhare siva
Gawah hai yeh asmaan, gawah hai hawa
Kisi ko na chaha kabhi tumhare siva
Kyun hain phir yeh tanhaiyan?
Kaisi yeh saza?
Dil ki mere khata yeh to nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi to dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyaar jataate hain kaise jana
Kya hai jugnuon ka chamakna?
Raat aate shaamon ka dhalna
Patjhadon mein phoolon ka khilna
Aankhon ki salakhon ka dam kya hain?
Dil ki mere khata yeh to nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi to dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyaar jataate hain kaise jana
Dil ki mere khata yeh to nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi to dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyaar jataate haikhamakha-aana-dob