Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai (From "Guide") - Lata Mangeshkar
Tekst piosenki
Album: Evergreen Hits of Lata Mangeshkar (2012)
TEKST PIOSENKI AAJ PHIR JEENE KI TAMANNA HAI (FROM "GUIDE")W WYKONANIU LATA MANGESHKAR
Kaanton se kheench ke yeh aanchal
Tod ke bandhan baandhe payal
Koyi na roko dil ki udaan ko
Dil woh chala aa.
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Apne hi bas mein nahi main
Dil hai kahin to hoon kahin main
Ho apne hi bas mein nahi main
Dil hai kahin to hoon kahin main.
Ho jaane kya pa ke meri zindagi ne
Hans kar kaha ha ha ha ha ha ha
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Main hoon gubaar ya toofan hoon
Koyi bataaye main kahan hoon
Ho main hoon gubaar ya toofan hoon
Koi bataaye main kahan hoon
Ho dar hai safar mein kahin kho na jaaoon main
Rasta naya aa.
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai aankhein malte malte
Ho kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai aankhein malte malte
Ho phool hi phool zindagi bahaar hai
Tay kar liya aa.
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai.
NAJNOWSZE ALBUMY LATA MANGESHKAR (93)
- Pokaż wszystkie