Aashiqui Aashiqui Tuhe Meri (Stomp Mix) - Mithoon
Tekst piosenki
Album: Tuhi Mere Rab Ki Tarha Hai (2009)
Aashiqui aashiqui tu hai meri aashiqui - (4)
Teri chaah karegi deewaana mujhe kyun aisa lag raha Abb mumkin na bhul paana tujhe kyun aisa lag raha Aashiqui aashiqui tu hai meri aashiqui - (4)
Abb tujhase milakar bhi milane ki khwaahish mujhako rahe - (2)
Hai yeh kya kaisi tishnagi, jo bujhake bhi na bujhe Koi patta hile ya hawa bhi chale aankhein jaakar meri - (2)
Sidhi dar par lage Aashiqui aashiqui tu hai meri aashiqui - (2)
Tauba raatein meri ya phir ho meri subah - (2)
Har ghadi teri yaadein hi bas dil mein rahe Dil tassabur se tere na hate tujhase hai jud gaye - (2)
Kuchh yuun mere silsile Aashiqui aashiqui tu hai meri aashiqui - (2)
Teri chaah karegi deewaana mujhe kyun aisa lag raha Abb mumkin na bhul paana tujhe kyun aisa lag raha Aashiqui aashiqui tu hai meri aashiqui - (4)