Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Raastey har dafa, sirf tera pata
Mujhse pooche bhala kyun hai
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Raastey har dafa, sirf tera pata
Mujhse pooche bhala kyun hai
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai
Dheeemi dheemi aanch pe jaise,
Dheere dheere jalta hai dil yeh
Bekarari, kyun hai yeh khumaari
Kyun hai awaargi, kyun hai har mod par
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Raastey har dafa, sirf tera pata
Mujhse pooche bhala kyun hai
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai
Huya nahi pehle kabhi yeh
Chuya nahi dil ko kisine
Har arzoo, tu hi chain-o-sukoon
Tu hi, main toh kahoon, tu hi hai zindagi
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Raastey har dafa, sirf tera pata
Mujhse pooche bhala kyun hai
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai