TEKST PIOSENKI JAZBAAT KI SAU RANG HAIW WYKONANIU SHANKAR MAHADEVAN
Sau aansoo roye do akhiyan
Sau aansoo roye do akhiyan
Maara hai jinhe neendon ne
Kabhi na soye wo akhiyan Dil ka musafir baat na maane
Mud-Mud dekhe raste purane
Zid chhodta hi nahi (nahi.)
Dekh raha hai kaanch ke sapne
Ik na ik din hain jo tidakne
Ishq mein tooti cheeze jag mein
Koi jodta hi nahi dil jaane na
Sau aansu roye do akhiyan
Sau aansu roye do akhiyan
Maara hai jinhe neendon ne
Kabhi na soye wo akhiyan Wo ankhiyaan. o.
Jaane waala jaane nahin
Jaane se uske jaan gayi
Aate jaate phir woh dikhe
Palkon ne chhane mod kayi
Guzra hua pal guzra nahi
Uska laga rang utra nahi
Honthon se chhuti nahi gaye saajan ki battiyan
Sau aasoon roye do akhiyan
Sau aasoon roye do akhiyan
Maara hai jinhe neendon ne
Kabhi na soye wo akhiyan
Wo. o...
Kaise koi roke bhala
Haath lakeerein chhod gayin
Laakhon dil ke tukde kiye
Dhadkan ko bhi tod gayi
Kabhi thehrega dard kahin
Koi gunjaish dikhti nahi
Chanda bin jiya na lage
Jal ka jal si rattiyan
Sau aansu roye do akhiyan
Sau aansu roye do akhiyan
Maara hai jinhein neendon ne
Kabhi na soye woh akhiyan Wo. o...
Sau aasoon roye
Sau aasoon roye do akhiyan
Sau aasoon roye do akhiyan
Sau aasoon roye
Maara hai jinhein neendon ne
Kabhi na soye, woh akhiyaan.
NAJNOWSZE ALBUMY SHANKAR MAHADEVAN (48)
- Pokaż wszystkie