Bhulaa diya tujhe soch ke
hazaron chehre dekhte,
par har chehre me phir kyun hum tujko hii the dekhte.
kiye sou jatan ki mannate,
pad ke duaa aen phoonk dii,
na dekhenge na sochenge khud ko bhi ye kasam dii...
kehte hai mere dost,
hum neend me har rozz
tera naam liya karte he,
kahan tujkko pata,
ki teri har adda,
mere sath jiya karti he,
socha na mumkin he me tujko yaad aau,
de ijazat me tujko bhool jau.
aaa... aaaaa... aaaaa.aaa.
gaye the hum aaj bhi,
woh chayi ki dukan pe,
jahan charche tere mere behat kabhi mashoor the.
khush he hum tere bagair.
kehte he ye logo se,
nahi karte hum ab tujse pyar is jhoot pe he jeete.
kehte he mere dost,
hum neend me harr rozz
tera naam liya karte he,
kahan tujko pata,
ki teri har adda,
mere sath jiya karti he...
socha na mumkin he me tujko yaad aau.
de ijazat me tujko bhool jau. Jo tu mere paas na ho,
un lamho ka ehsaas na ho,
na dard ho na chain ho na kuch mujhko mehsoos ho...